Refrigerator Mein lagne wale sabhi bhagon Ke naam & Testing
1 - Compressor -
Yah refrigerator ka sabse men part Hota Hai jiska naam Hota Hai compresser agar yah part refrigerator Mein Na Laga Ho To refrigerator work Nahin karega cooling Nahin karega kyunki yahi compresser refrigerant ko pump Karta Hai gas ko pump karta hai jo ki cooling coil Mein jakar thanda Hota Hai aur sabse upar wale chamber Mein barf jamata hai aur niche wale chamber Mein cooling Hota Hai
2 - Thermostat
Yah refrigerator ka vah part hai jo ki time time se compresser ko on aur off karta hai jab cooling complete Ho jaati Hai To compresser automatic band ho jata hai aur jab fir se refrigerator ke andar hit hota hai to automatic compresser start ho jata hai jo ki yah kam karta hai thermostate thermostate ka log ham jis bhi range per set Karte Hain use Temperature per pahunchne ke bad compresser ka supply cut kar deta hai aur compresser band ho jata hai
3 - Relay + OLP
Yah refrigerator ka vah part hai jiska naam hota hai relay aur overload protector jo ki Kya Kam karta hai Ek to relay hota hai jo ki compresser ko start karne mein madad Karta Hai dusra overload protector hota hai jo ki compresser over hit hone per overload hone per compresser ki supply cut kar deta hai aur compresser band ho jata hai
4 - Rafrigrator Door Switch
Yeah refrigerator ka vah part hai jo ki refrigerator ke Dor ke sath mein Laga Hota Hai jab Bhi ham Dor ko open karte hain to dor ke andar Jo bulb Laga hota hai light Laga hota hai vah vah on ho jata hai aur jab Bhi ham refrigerator ke Dor ko band karte hain to light off ho jata hai yah switch ka kam Karta Hai bulb ko on aur off karne ke liye
5 - Rafrigrator Bulb
Yah hota hai refrigerator lamp jise bal bhi Kaha jata hai yah paanchva aath ka 10 wat ka Is Tarah ka bulb market Mein available Hote Hain Jo ki jab Bhi ham Dor ko kholte Hain To yah light on ho jata hai aur refrigerator ke andar ujala ho jata hai agar yah bal banaa Rahe to refrigerator ke andar andhera rahega jisse hamen kuchh dikhai Nahin dega isliye is bulb ko refrigerator ke andar lagaya jata hai aur ise on off karne ke liye Dor switch Jo Hota Hai vah kam Karta Hai jab Bhi ham dur ko kholte hain to dor switch ki madad se on Ho Jata Hai jab Bhi ham dur ko band Karte Hain
0 Comments