Voltas Inverter Ac PC 01 Error Kaise Sahi Karen | Inverter Ac error code
Agar Voltas Inverter AC Mein Is Tarah ka errors hota hai to aapko kya check karna chahie pure machine ko kholne Se Pahle कौन-कौन se part ko check karna chahie tabhi aap is problem ko solve kar payenge
Niche diye Gaye image mein aap dekh sakte hain Voltas inverter air conditioner mein कौन-कौन se errors hote hain aur कौन-कौन se error ke क्या-क्या falt hote hain aur use Kaise solve kar sakte hain
Indoor aur outdoor PCB nikaalne Se Pahle aapko Ghar ki voltage check kar leni chahie ki air conditioner Jo voltage le raha hai kitna hai kyunki minimum 220 volt hone chahie agar voltage Lo Hota Hai to Bhi Is Tarah ka errors Hota Hai agar voltage high hota hai to Bhi Is Tarah ka errors Hota Hai
Ab humne voltage check kar liya ab iske bad hamen outdoor MB temperature sensor ko check karna hai iske sath mein aapko agar system Ganda Hai dusty hai to use clean karna hai agar voltage ab down ho raha hai tab bhi is problem ka samna karna pad sakta hai
Agar voltage ab down ho raha hai aur aapke ghar mein stabilizer Nahin Laga Hai To sabse pahle stabilizer lagaen bolto voltage ko maintain Karen
Agar last mein aapko kuchh Nahin milta Hai tab aap last Mein PCB ko nikal kar check Karen outdoor PCB aur indor PC bhi donon PCB ko nikal kar check karna hai jismein bhi faltu use replace Karen ya FIR repair karvayen
0 Comments