Advertisement

Air conditioning System Capillary Tube Data

 Air conditioning system mein capillary tube ki Size kya honi chahie

Is artical Mein ham aapko Puri information Dene Wale Hain aap niche PDF file Diya gaya hai aap vahan Se download karke apne pass Rakh sakte hain

Jaise ki main batana chahunga ki 1 tan air conditioner mein Aur 2 tan air conditioner mein 3 tan air conditioner mein kitne number ki capillary lagani chahie

Jaise ki

👉1 Ton - GC 7 Number

👉1.5 Ton GC 8 Number

👉2 Ton GC 9 Number

Ki capillary lagani chahie is data ke bare mein aur Adhik jankari chahie to niche diye Gaye PDF file ko download kar len






Aur Adhik jankari chahie to Aap hamare YouTube channel per visit kar sakte hain aur practical Video dekh sakte hain aap YouTube mein search karna hai


Amresh11 Tech 

YouTube Channel 

Itna aap YouTube mein search karenge To hamara YouTube channel khul jaega aur vahan per jakar aap jitne Sare air conditioner rahe hain window air conditioner split air conditioner ductable air conditioner sabhi air conditioner ke video hamare channel per mil jaenge air conditioner ko kaise repair Kiya Jata Hai compresser ko Kaise change kiya Jata Hai kul inquiry ko kaise change kiya Jata Hai capillary Kaise change kiya Jata Hai dryer filter Kaise change kiya jata hai gas charging Kaise ki jaati Hai

Jitne prakar ke refrigerant Hain sabhi refrigerant ko charge karna step bye step Main Apne channel per practical video banaa rakha hun



Post a Comment

0 Comments