Advertisement

Split Ac sirf indoor ko vaccum kaise karen - How To Vaccum Split Ac

👉 Split AC ke sirf Indore ko kaise vacuum Karen

Jab ham split AC ko uninstall Karte Hain, to uske liye refrigerant ko outdoor Mein store karna padta hai Matlab Ki pump down karna padta hai


AC ko pump down karne ke bad jab ham use uninstall kar dete Hain Uske bad dusri jagah per install karne ke bad outdoor mein to gas already store Hota Hai lekin Indore ko vacuum karne ki jarurat padati hai to Indore ko vacuum kaise kiya jata hai To iske liye aapko


👉click here

Satsang line aur discharge line ka Wal Pahle Se band hota hai kyunki outdoor Mein gas pahle se store hai , LK valve ko hamen band hi rakhna hai saksham line aur discharge line donon ka

Iske bad gauge lagakar saksham line mein aur vacuum pump lagakar vacuum pump start kar dena hai

Ab hamara vacuum start ho chuka hai indor ka aur pure copper pipe ka jo ki outdoor se Indore ko jodne wali pipeen hain aur Indore Ek sath mein pura vacuum ho jata hai

Ye Hota Hai aasan tarika vacuum karne ka jo ki sirf indoor vacuum hoga,

Ab hamara vacuum complete ho chuka hai,

Iske bad discharge line ka volve thoda sa hamen kholna hai jisse ki refrigerant Indore tak pahunch jaaye aur ham leakage check Kar paye,

Ab section line aur discharge line joint ko ham leakage check kar lenge aur Indore mein jo joint hai use ham check kar lenge agar kahin Bhi leakage find Nahin hota hai to

Suction line aur discharge line ka volve pura hamen Khol dena hai aur Indore aur out Dor ka connection Karke split air conditioner system ko turn on kar dena hai bus yah hota hai simple Sa Tarika Indore se unit ko vacuum karne ka


Post a Comment

0 Comments