How To Safe AC Compressor || ऐसी गलती 🙏💥👆कभी मत करना 🤫 !
Naya compresser lagate samay कौन-कौन si savdhaniyan rakhni chahie tab aapka compresser safe rahega kyunki Ek chhoti si Galti aapka compresser kharab kar sakta hai
Chahe split AC ho ya FIR window air conditioner Ho jab Bhi naya compresser Laga rahe ho to pure system ko plus karna padta hai aur vacuum karna padta hai
Pahle ham baat kar lete hain plus kaise kiya jata hai system ko flash karne se pahle Jo system Mein compresser laga hua hai use compresser ko disconnect kar len taki use compresser ke upar koi bhi moisture kachra compresser ke upar load na padhne paye Nahin to rotary type compresser kharab ho sakte hain
Air conditioner system ko flash karne ke liye outdoor condensar ko alag Karke flush Karen aur Indore cooling coil ko alag Karke plus Karen jab pura system plus ho jata hai uske bad compresser ko install Karen aur capillary ko install Karen
Uske bad pure system ko vacuum Karke FIR usmein gas charging Karen
Agar system Mein compresser laga hua hai aur aap system ko flash Karte Hain To compresser kharab hone ke chance hote Hain kyunki mere sath Aisa ho chuka hai isliye main aap logon Ko aagah kar raha hun ki compresser ke sath mein aap kabhi bhi flash na Karen aur jo system Mein compresser laga hua hai use compresser se bhi flesh na Karen
Air conditioner system ko flash karne ke liye aap nitrogen ka use kar sakte hain ya FIR workshop compresser ka use kar sakte hain ya FIR Jo system Mein refrigerant dalna hai use refrigerant ka use kar sakte hain
Yah sab savdhaniyan agar aap rakhte Hain To aapka compresser lambe samay tak kharab Nahin hoga
0 Comments