Split AC ka compresser बार-बार Overhit hokar ke trip ho raha hai
Ismein क्या-क्या fault ho sakta hai aur कौन-कौन se reason ho sakte hain compresser over heat hone ke
एक-एक Karke Kaise testing Karen ki compresser mein kya reason hai
👉1 - Capsiter Testing - agar compresser बार-बार hit hokar ke trip ho raha hai to sabse pahle capacitor ko test karna chahie kyunki कभी-कभी capacitor hui Ko hone ki vajah se compresser ran nahin kar pata hai aur high empier leta hai aur Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai ki compresser start hi nahin Ho pata hai
Jab compresser start hone ka time Hota Hai to compresser se haming ki sound aati Hai aur compresser start Nahin Hota Hai Is Tarah ka agar problem Hota Hai to capacitor ko change kar den
👉2 - Rafrigrant Pressure Low -
air conditioner system mein chahe vah split air conditioner ho ya FIR window air conditioner Ho ya FIR inverter type air conditioner Ho sabhi type ke air conditioner mein agar refrigerant ka pressure lo hota hai yani ki gas kam Hota Hai to compresser over hit hokar ke trip Hota Hai to uske liye refrigerant ki testing Karen agar pressure lo hai To pressure ko aap aur badhaen अलग-अलग refrigerant ka pressure अलग-अलग Hota Hai aap niche diye Gaye link per click Karke aur Adhik jankari aap le sakte hain aur refrigerant pressure ka list aap download kar sakte hain
👉3 - Rafrigrant Pressure High - agar system Mein refrigerant ka pressure high Hota Hai matlab ki agar system Mein gas jyada Hota Hai to uske liye bhi compresser over hit hokar ke trip Hota Hai to iske liye aap refrigerant ki testing Karen uska pressure check Karen agar jyada pressure hai to gas ko kam Karen कभी-कभी Aisa Bhi dekhne Mein aata Hai ki air conditioner new hota hai aur company wale hi gas Adhik charge karke de dete Hain To vahan per aapko gas thoda kam kar dena hota hai gas kam karne ke liye claimmeter aur gauge donon sath mein lagaen usi Tarah Se aap gas ke pressure ko kam kar sakte hain
👉4 - Fan Motor Not Working - agar split AC hai to outdoor ka fan motor Nahin chal raha Hota Hai uski vajah se bhi compresser over hit hokar ke trip Hota Hai agar fan motor Nahin chal raha hai to uski testing Karen ki motor kharab hai ya FIR PCB mein falt hai jyadatar case mein aisa hota hai ki outdoor motor ka bering kharab hone ki vajah se motor Nahin chal raha Hota Hai agar bering kharab hai to motor ki bering change kar len agar motor bilkul bhi nahin chal raha hai to motor ki testing Karen ho sakta hai ki motor kharab ho agar motor kharab hai to motor ko change kar den
👉5 - Fan Motor Speed Slow - agar outdoor condenser fan motor ki speed agar slow hoti hai To Uske vajah se bhi compresser over hit hokar ke trip Hota Hai agar condensar fan motor ki speed slow hai to uski vajah yah ho sakti hai ki capacitor slow ho capacitor weak ho capacitor ki testing Karen agar week hai to use change kar den capacitor ko kaise check kiya jata hai uske liye main live video banaa chuka hun use video ko dekhna Hai To Aap hamare YouTube channel per visit Karke use video ko live dekh sakte hain aur Sikh sakte hain kis Tarah Se capacitor ki testing ki jaati Hai
✌👉📹Amres11 Tech YouTube Channel
Yah mere YouTube Channel ka naam hai ise aap YouTube mein search karke aap hamari sari video ko watch kar sakte hain aur Sikh sakte hain
👉6 - Capillary Choking -
agar air conditioner ka capillary joke Hota Hai aur refrigerant pass Nahin Ho pata hai to use check karne ke liye live agar dekhna Chahte Hain video to aap hamari channel per visit kar sakte hain jo ki upar Channel ka name mein de diya hun use search karke aap dekh sakte hain
Agar capacitor bhi sahi hai outdoor ka condensar fan motor bhi Sahi chal raha hai aur condensar ganda Bhi Nahin Hai To aapko target karna hai capillary ko capillary jab aap kholenge to direct aap Bina load ke compresser Ko chalayen agar Sahi chal raha hai to capillary change kar den agar capillary bahar nikaalne Ke bad Bhi agar compresser high empier le raha hai To fir compresser kharab hai to aapko compresser bhi checking change karna padega
0 Comments