Advertisement

Normal AC Ko Cooling And Heating System Kaise Banaye

 Normal AC Ko Cooling And Heating System Kaise Banaye


Agar aapke pass normal air conditioner hai to aap use bahut hi aasani se heating and cooling system banaa sakte hain uske liye simple Sa process aapko follow karna hoga jo ki hota hai 4 way reversing valve, is spare part ko Apne air conditioner Mein lagakar heating and cooling unit banaa sakte hain aur Adhik jankari ke liye live video dekhne ke liye Aap hamare YouTube channel per visit kar sakte hain usmein main complete step by step bata rakha hun Ki kis Tarah Se aap normal AC ko heating and cooling unit banaa sakte hain

YouTube channel per jaane ke liye aapko bus search karna hain

Amres11 Tech

Iske bad Aap hamare channel per pahunch jaenge vahan jakar step bye step bahut Sare video air conditioner repairing se related mil jaenge jahan se aap Dekh Kar Sikh sakte hain


Main aapko एक-एक image provide karta hun jise dekhkar Aur artical ko padhakar aap samajh payenge ki kis Tarah Se normal AC ko heating and cooling unit banana Hota Hai



4 way reversing valve Kaise change Karen agar pahle se aapke AC unit mein 4 way reversing valve  laga hua hai tu use breaking set ki madad se aap use hit Karke aap bahar nikal sakte hain aur dusra naya 4 way reversing valve Install kar sakte hain niche diye Gaye image ko follow karke aap bahut hi aasani se change kar sakte hain



4 way reversing valve ko change karne se pahle aapko किन-किन baton Ka dhyan rakhna chahie taki volve dobara se kharab Na Ho kyunki agar aap savdhani Nahin rakhte Hain To heating ke dauran brazing ke dauran aapka wall kharab ho sakta hai



Jaise ki 4 way reversing valve ko breaking karne se pahle aap acchi Tarah Se kapde se cover kar len aur use time time se thanda Karte Rahe taki uska Hi to valve ke andar Na jaane paye kyunki uske andar plastic ka Wal Hota Hai jo ki heat up ke vajah se kharab ho jaega aap niche diye Gaye image mein aap dekh sakte hain kis Tarah Se cover karna hai







4 way reversing valve install karte samay discharge line ko discharge line Mein saksham line suction line mein joint kar den Uske bad aap leakage check karne pressure dalkar kahin leakage na rahane paye Nahin to Aapka refrigerant wapas se leak ho sakta hai uske bad air conditioner system ko vacuum Karke aap usmein gas charging kar den ab aapka normal air conditioner heating and cooling unit bankar ready ho chuka hai

Post a Comment

0 Comments